istakraj kamar
chaptor no 19
istakraj kamar
As salamu allaiqum
yeah hisab arbi mahino per mabni hai pehla istaraj kar ka yeah maloom karna chaheya k aftab kis din kis
burj main hai phir kamar ka istakraj kareen tareka yeah hai ka jis tareke hijre ko yeah maloom karna ho k
kamar kis burj main kis darja per hai is ko 13 se zarab den hasil zarab main se 26 adat khano ka jama
karden phir be ho in ko 30 per takseem karden jo hasil kismat ahe jis burj main aftab hai is se itna burj gina
jis burj per adat khatam ho kamar ishe burj main hoga is tareka main her burj k yaksa din gina jate hai yani
her ake ka 30 , 30 din
example
22 april 1965 k motabik 19 zil hajj 1384 ko kamar kis burj main hoga 19 ko 13 se zarab deya to 247 howa is
main 26 adat khano ka milahe to 273 howa in ko 30 per takseem kiya to 9 kharij kismat or baki 3 rahe choka
shams burj sor main hai or is liya sor se 9wa burj jadi aiya bus maloom howa ka kamar burj jadi ka 3 darja
per hai
ake or tareka batata ho istakraj kamar ka
jo date kamar ho is ko 2 gona kar ka 5 adat ka izafa karden jis burj main shams ho waha se 5,5 her burj ko
dena shoro karden jis jaga per adat khatam ho is burj main kamar hoga
example
19 multiply 2=5multiply38=43 ho gahe soraj burj sor main hai lahaza sor joza, sartan , asad , sunbola ,
meazan , akrab , kos , tak kol adat 40 hoga baki 3 rahe wo jadi ko deya jahe gay bus maloom howa kamar
burj jadi main hai
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
0 comments:
Post a Comment