kawakib ki sadat wa nahosat
chaptor no 12
kawakib ki sadat wa nahosat
As salamu allaiqum
zahal = nahis akbar hai
merike = nahis asgar hai
atarad= mumtarij hai yani na sad hai or na nahis hai nahis setare se mila to nahis asar de or saad se mila to saad asar de
mushtare = saad akbar
zehra = saad asgar hai
shams = yeah saad hai
kamar = yeah be saad hai
zehra wa atarad ko saideen kehta hai
zohal wa mushtare ko ko alopain kehta hai
merike wa zohal ko nahistan kehta hai
zehra wa mushtare ko saideen kehta hai
ras wa zanb ko okatdeen kehta hai
sham merike wa zanb ko pani kawakib kehta hai
amal karte howa yeah zaroor yaad rakhe ka agar amal nahis kar rahe hai to nahis kawakib ki saat main amal kareen or nahis nazrate be ho to acha hai
for example
merike ki saat main amal kar rahe hai ya phir merike wa zahal ka mokabla ho ya tabaya ho
ishe tarah saad amal ho to saad setare ki saad main ya in k nazrate main amal kareen
saat ka ilm or nazrate ka bare main aglay chaptor main batao ga inshallah tala
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
1 comments:
Muje ye bata dy plz k mahine k kitne hisse kiye gaye ha or kia kia name ha jaise uroojemah se mahine ka konsa hissamurad ha
Post a Comment