sinkerat
chaptor no 20
sinkerat
As salamu allaiqum
jab amel ko yeah maloom ho jahe k dora aftab ka her burj main ake mahina kuch kam or zeda rehta hai to
phir jis waquat aftab burj se dosare burj main dakhel hota hai to phir jis waquat aftab ake burj se dosare
burj main dakel hota hai to is zamanay ko sinkerat kehta hai is zaman sinkerat main ameleen her kar jaded
ki ibtada nahi karte k is ka anjam kar behtar nahi hota abb main apko batata ho kaheda dayaraft sinkerat ka
is tarah per hai k sal shamsi ko 4 baraber hiso main takseem kareen or tarah den yahi 4 or 4 or 4 hisab kiya
to baki ake raha to jadool main deakha ka mahina april ka hai shamse mahinao main angereze ka ake
mahina hai ager ake baki bacha to jadool awal 2 bacha to jadool 2 , 3 bacha to jadool 3, or 4 bacha to jadool
4 se sinkerat maloom kareen is ka baad ka hisab assan hai jab sinkerat maloom ho gahe to phir hisab kar
ka deakha k kis mah main aftab kis burj main rahe ga phir ishe sinkerat k hisab sse darja or wafiya be
maloom karleen
jadool sinkerat khana awal
Amel Soname Contact
agar apko kohi be sawal karna ha to mujha direct contact kareen. is email ka ilawa hamare kohi or dosare kisi be kisam ki help support nahi ha
dua main yaad rakhya ga
amel soname
amel_soname@yahoo.com
1 comments:
786,, Wallaikum Asslam.. ye aftab aek burj se dosere burj mein jab dakhil hota hai to daryaft shamsi k lehaaz se kitne darje k baad agaly burk mein jaye ga,, maslan k aaj sartan mein 27 darje hai toh,,, kitne darje mukamal kar k aglay burj mein jaye ga,,, or sinkerat mein saal shamsi ko 4 braber hiso mein takseem karna Example de dain ta k smaj ajay sinkerat b...
Post a Comment